Bihar School Examination Board (BSEB) ke dwara Matric Annual Exam 2026 me pass परीक्षार्थी ko ₹10,000 scholarship ki rashi milne wali hai. Mukhyamantri Balak/Balika Protsahan Yojana ke tehat First Division se pass chhatra/chhatraon ko ₹10,000 scholarship ki rashi di jayegi, iske liye online aavedan karna aavashyak hai. Is lekh me vistar purvak Bihar Board 10th Pass Scholarship 2026 Apply ke bare me sampurn jankari dene wala hoon aur saath hi scholarship aavedan ki prakriya kab shuru hogi… Poora lekh padhen…
Bihar Board 10th Result 2026 Link: Highlight
| Name Of Board | Bihar School Examination Board, BSEB |
| Name Of Article | Bihar Board 10th Scholarship 2026 Apply |
| Category | Scholarship |
| Session | 2025-26 |
| Apply Mode | Online |
| Bihar Board 10th Scholarship 2026, Apply Date | 15 April 2026 (Tentative) |
| Bihar Board 10th Scholarship 2026, Last Date | 15 June 2026 (Tentative) |
| 10th Result Release Date 2026 | 29 March 2026 |
| 10th Exam Date 2026 | 17 to 25 February 2026 |
| Official Website | medhasoft.bihar.gov.in |
Bihar Board 10th Pass Scholarship 2026 Apply: New Updates
Bihar sarkar ke dwara Mukhyamantri Balak/Balika Protsahan Yojana ke tehat ₹10,000 scholarship ki rashi, Samanya varg evam Pichda varg ke chhatraon evam chhatra ko First Division ko ₹10,000 aur Anusuchit Jati evam Janjati First Division aur Second Division ko ₹10,000 scholarship ki rashi milne wala hai jiske liye online aavedan ki prakriya jald shuru hone wali hai. Bihar Board Matric Scholarship aavedan ki prakriya 15 April 2026 se 15 June 2026 tak aavedan hone ki sambhavna jatayi ja rahi hai. Scholarship se judi har ek jankari aur har ek updates ke liye hamesha Google par type karen www.biharboard10th.com aur har ek jankari se updated rahena aavashyak hai.
yah bhi padhe –
- Bihar Board 12th Scrutiny Result 2026: बिहार बोर्ड कक्षा 12वीं स्क्रूटिनी रिजल्ट जारी, ऐसे देखें रिजल्ट @intermediate.biharboardscrutiny.com
- Bihar Board 10th Pass Scholarship 2026 Apply: बिहार बोर्ड 10वीं पास ₹10,000 स्कॉलरशिप, ऐसे करें आवेदन @medhasoft.bihar.gov.in
- OFSS Bihar 11th Admission 2026: OFSS बिहार 11वीं एडमिशन 2026 ऑनलाइन फॉर्म ofssbihar.net आज से शुरू
- Bihar Board 12th Scholarship 2026 Apply: कक्षा 12वीं पास ₹25,000 स्कॉलरशिप, यहाँ से करें आवेदन @biharboard10th.com
- OFSS Bihar 11th Admission Online Form 2026: बिहार 11वीं में एडमिशन के लिए आवेदन आज से शुरू ofssbihar.net से करें अप्लाई
Bihar Board 10th Scholarship 2026 Apply: Matric Pass Scholarship Aavedan Kab Hoga?
Yadi aap bhi Bihar Board se Matric ki Varshik Pariksha 2026 ki pariksha me shamil huye hain aur scholarship ka besabri se intezar kar rahe hain to yeh lekh aapke liye mahatvapurn hai. Board ke dwara scholarship aavedan ki prakriya jald shuru hone wali hai aur sutron se mili jankari ke anusar Matric Scholarship ki prakriya 15 April 2026 se 15 June 2026 tak scholarship ke liye aavedan kar payenge. Matric Scholarship aavedan karne hetu adhikarik website medhasoft.bihar.gov.in va www.biharboard10th.com ke madhyam se परीक्षार्थी apna sabhi vivaran bhar ke aasani se scholarship ke liye aavedan kar payenge, scholarship aavedan karne hetu link niche diya gaya hai.
Bihar Board 10th Pass Scholarship 2026 Apply
Student Registration Details only For BSEB 10th Pass Student of 2026: Yeh sabhi jankari bharna hai–
Registration No
Date of Birth
Adhaar Verification
Mobile Verification
Mobile No
Email Id
IFSC Code
Bank Name
Bank Account No
Bihar Board 10th Scholarship 2026 Apply: Patrata?
Bihar Board 10th Pass Scholarship 2026 ka labh prapt karne hetu niche diye gaye sabhi vivaran va patrata mandand hona aavashyak hai tabhi scholarship ka labh utha payenge, scholarship ka labh Bihar ke mool niwasi ko milne wala hai –
- Kaksha 10th scholarship ka labh lene ke liye Bihar ka sthayi niwasi hona chahiye.
- Yeh labh chhatra/chhatra dono ko milne wala hai.
- Matric Varshik Pariksha 2026 me First aur Second ya Third division se pass hona chahiye.
- Scholarship ka labh Samanya varg evam Pichda varg ke chhatraon evam chhatra aur Anusuchit Jati evam Anusuchit Janjati chhatraon ko First Division ₹10,000 aur Second Division ₹8,000 scholarship ka labh milne wala hai.
Bihar Board 10th Scholarship 2026 Apply: Scholarship DBT?
Bihar sarkar ke dwara Mukhyamantri Balak/Balika Protsahan Yojana ke tehat ₹10,000 scholarship ki rashi, परीक्षार्थी ke seedhe Bank khata me DBT (Direct Bank Transfer) ke madhyam se bank khata me rupaya aayega. Scholarship ka labh Bihar ke mool niwasi aur Matric Varshik Pariksha 2026 me pass huye hain, scholarship ka labh unhi परीक्षार्थी ko milne wala hai jo Varshik Pariksha 2026 me 1st, 2nd, 3rd division se pass huye hain. Scholarship se sambandhit sampurn jankari aage vistar purvak batayi gayi hai aur saath hi step by step bataya gaya hai ki aavedan kaise karen aur aavedan karne ke baad hi scholarship ka paisa aapke bank khata me bheja jayega.

Bihar Board 10th Scholarship 2026: Scholarship Ka Labh Kinko Milega?
Bihar sarkar ke dwara Mukhyamantri Balak/Balika Protsahan Yojana ke tehat First Division se safal chhatra/chhatra ko ₹10,000 scholarship ki rashi milne wali hai aur Samanya varg evam Pichda varg ke chhatraon va chhatra First Division ko ₹10,000 scholarship ki rashi milne wali hai aur Anusuchit Jati evam Janjati chhatra/chhatraon ko First Division ₹10,000 va Second Division ₹8,000 scholarship ki rashi milne wali hai. Pichda varg ke chhatra evam Atyant Pichda varg ke chhatraon ko First Division ₹10,000 aur Alpsankhyak varg ke chhatraon ko First Division ₹10,000 scholarship ki rashi milne wali hai. Jiske liye online ki prakriya jald shuru hone wali hai.
Bihar Board 10th Scholarship 2026 Apply: Aavashyak Dastawej?
Bihar Board 10th Varshik Pariksha 2026 me uttirn chhatra scholarship ka labh prapt karne hetu niche diye gaye sabhi dastawej aapke paas hona aavashyak hai tabhi scholarship ka labh prapt kar payenge aur Bihar ka mool niwasi hona aavashyak hai-
- Aadhaar Card
- Bank Passbook (Khata chhatra ke naam par aur Bihar me hona chahiye)
- Matric ka Marksheet ya Result Sheet
- Admit Card
- Aay Praman Patra, Niwas Praman Patra
- Mobile Number, Email Id aur Passport size photo
- Signature
Bihar Board 10th Scholarship 2026: Aadhaar Card Bank Khata Seeding?
Yadi aap bhi scholarship ka labh prapt karna chahte hain to yeh lekh aapke liye mahatvapurn hai. Bihar sarkar ke dwara Mukhyamantri Balak/Balika Protsahan Yojana ke tehat ₹10,000 scholarship ka labh tabhi prapt hoga jab aapka bank khata Aadhaar se seeding hona chahiye, taki Bihar sarkar ke dwara ₹10,000 scholarship ki rashi jaise hi bank khata me DBT ke madhyam se bheja jaye, aapke bank khata me pahunch jaye aur kisi bhi prakar ki dikkat na ho. Bihar sarkar ne adhikarik notice me saaf-saaf bataya hai ki aapka bank khata NPCI (National Payments Corporation Of India) se map ya seed hona aavashyak hai tabhi scholarship ka seedha paisa aapke bank khata me aayega, scholarship aavedan karne hetu link niche diya gaya hai.
How to Apply 10th Scholarship 2026: Kaksha 10th Scholarship Aavedan Kaise Karen?
Bihar Board Matric Varshik Pariksha 2026 pass chhatra, scholarship aavedan karne hetu niche diye gaye sabhi prakriya ko follow karen aur aasani se scholarship aavedan kar payenge –
- Step 1: Bihar Board kaksha 10th scholarship aavedan karne hetu type karen adhikarik website medhasoft.bihar.gov.in ya biharboard10th.com |
- Step 2: Adhikarik website par pahunchne ke baad Apply For Matric 2026 Scholarship ke link par click karke, apna registration number aur date of birth aur praptank darj karen |
- Step 3: Sabhi jankari bhar lene ke baad, apna marksheet, Aadhaar aur bank details scan karke upload karen |
- Step 4: Sabhi details ko ek baar verify kar le uske baad Finalize ke button par click karen |
- Step 5: Shiksha vibhag aapke dastawej ki jaanch karega aur uske baad verification ke baad seedhe DBT ke madhyam se paisa bank khata me bhej diya jayega |
Important Link
| Apply Online | Link Active |
| Download Notification | Click Here |
| Join Telegram Channel | Click Here |
| Join Whatsapp Channel | Click Here |
| Official Website | Click Here |
| Home Page | Biharboard10th.com |
Note- Bihar Board scholarship se judi har ek jankari sabse pahle pane ke liye Join WhatsApp Group aur har ek updates ke liye hamesha type karen www.biharboard10th.com har ek jankari se update rahena aavashyak hai.









Rajkumari Devi
1st division
Mohan das
Chirag Kumar
My matric mein second