ग्रुप से जुड़ें
WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Bihar Board 10th Pass Protsahan Rashi 2026 Online Apply: मैट्रिक पास होने वाले को मिलेंगे ₹10,000, जल्दी देखें पंजीकरण प्रक्रिया और दस्तावेज़ सूची

On: 05/04/2026
Bihar Board 10th Pass Protsahan Rashi 2026 Online Apply

Bihar Board Matric Pass Scholarship 2026: Kya aap bhi saal 2026 mein Bihar Matric Varshik Pariksha, 2026 ko pass kar liya hai aur ₹ 8,000 se lekar ₹ 10,000 rupayon ki scholarship prapt karke apna shaikshanik vikas sunishchit karna chahte hai aur janna chahte hai ki, Bihar Board Matric Pass Scholarship 2026 mein aavedan kaise kare, kitna scholarship milega aur last date kya hai aadi toh hamara yeh article keval aur keval aapke liye hai jisme hum, aapko vistar se Bihar Board Matric Pass Scholarship 2026 ko lekar taiyar report ke bare me batayenge jiske liye ant tak is article ko padhna hoga.

Dusri taraf hum, aapko bata dein ki, Bihar Board Matric Scholarship 2026 mein apply karne ke liye aapko kuch dastawezo / documents ko pehle se taiyar karke rakhna hoga taki aap aasani se is scholarship ka labh prapt kar sakein aur apna shaikshanik vikas ko sunishchit kar sakein.

Bihar Board 10th Pass Protsahan Rashi 2026 Online Apply : Overviews

Name of the BoardBihar School Examination Board, Patna
Name of the ArticleBihar Board 10th Pass Protsahan Rashi 2026 Online Apply
Type of ArticleScholarship
Who Can Apply?Only 10th Passed Students of Bihar Board Can Apply.
Amount of ScholarshipUpto ₹ 8,000 To ₹ 10,000
Mode of ApplicationOnline
Online Application Starts FromAnnounced Soon
Last Date of Online ApplicationAnnounced Soon
For Detailed InformationPlease Read the Article Completely.

Bihar Board Matric Pass Scholarship 2026

Apne is article me hum, aap sabhi Bihar Board se Matric / 10th pass karne wale sabhi students ka hum, is article me hardik swagat karna chahte hai jo ki, Matric Scholarship ka labh prapt karne ke liye Bihar Board Matric Scholarship 2026 me aavedan karna chahte hai aur aavedan prakriya ke shuru hone ka intezar kar rahe hai. Vaise sabhi students ko hum, is article ki madad se vistar se Bihar Board Matric Pass Scholarship 2026 ko lekar taiyar report ke bare me batayenge jiske liye aapko ant tak is article ko padhna hoga.

Dusri taraf hum, aap sabhi matric pass students ko bata dein ki, Bihar Board Matric Pass Scholarship 2026 mein apply karne ke liye aapko online mode me aavedan karna hoga jisme aapko kahin par koi samasya na ho iske liye hum, aapko puri – puri aavedan prakriya ki jankari pradan karenge taki aap aasani se is Bihar Matric Board Scholarship ka labh prapt kar sakein aur apna shaikshanik vikas sunishchit kar sakein.

Article ke antim charan me hum, aapko direct links pradan karenge taki aap isi prakar ke articles ko prapt karke inka labh prapt kar sakein.

Read Also –

Important Dates of Bihar Board 10th Pass Protsahan Rashi 2026?

Important EventsDates
Publication of Official NotificationAnnounced Soon
Online Application Starts FromAnnounced Soon
Last Date of Online ApplicationAnnounced Soon
Further EventsAnnounced Soon

Kitne rupayon ki milegi scholarship – Bihar Board Matric Pass Scholarship 2026?

Yojana Ka NaamScholarship Rashi
Mukhyamantri Balika Protsahan Yojana₹ 10,000
Mukhyamantri Vidyarthi Protsahan Yojana₹ 10,000
Mukhyamantri Balika Protsahan Yojana- Alpsankhyak Samuday₹ 10,000
Mukhyamantri Pichda Varg Medhavriti Yojana₹ 10,000
Mukhyamantri Atyant Pichda Varg Medhavriti Yojana₹ 10,000
Mukhyamantri Anu. Jati Evam Anu. Janjati Medhavriti YojanaPratham shreni se matric pass karne wale students ko ₹ 10,000 rupay. Second shreni se matric pass karne wale students ko ₹ 8,000 rupay.
Bihar Board 10th Pass Protsahan Rashi 2026 Online Apply
Bihar Board 10th Pass Protsahan Rashi 2026 Online Apply

Various Scheme Wise Eligibility Criteria For Bihar Board Matric Pass Scholarship 2026?

Mukhyamantri Balika Protsahan Yojana

  • Patrata (Shreni): Samanya evam Pichda (BC/BC-2) varg ki keval balikayein hi aavedan kar sakti hai.
  • Yogyata: Pratham shreni se matric utteern (Anivarya).
  • Chhatravriti Rashi: ₹ 10,000 rupay.

Mukhyamantri Vidyarthi Protsahan Yojana

  • Patrata (Shreni): Ucch jati (alpsankhyak sahit) ke balak-balika aavedan kar sakti hai.
  • Yogyata: Pratham shreni se matric utteern, jinki varshik parivarik aay Rs. 1,50,000/- (Ek lakh pachas hazar) tak ho.
  • Chhatravriti Rashi: ₹ 10,000 rupay.

Mukhyamantri Balika Protsahan Yojana – Alpsankhyak Samuday

  • Patrata (Shreni): Alpsankhyak samuday (Muslim, Isai, Sikh, Bauddh, Jain, Parsi) / Bhashayi alpsankhyak (Bangla) ke keval balikayein hi aavedan kar sakte hai.
  • Yogyata: Pratham shreni se matric utteern (Anivarya).
  • Chhatravriti Rashi: ₹ 10,000 rupay.

Mukhyamantri Pichda Varg Medhavriti Yojana

  • Patrata (Shreni): Pichda varg (BC) ya Atyant pichda varg (EBC) shreni ke balak-balikayein aavedan kar sakte hai.
  • Yogyata: Pratham shreni se matric utteern, jinki varshik parivarik aay Rs. 1,50,000/- (Ek lakh pachas hazar) tak ho.
  • Chhatravriti Rashi: ₹ 10,000 rupay.

Mukhyamantri Atyant Pichda Varg Medhavriti Yojana

  • Patrata (Shreni): Atyant pichda varg koti ke balak aur balika dono aavedan kar sakte hai.
  • Yogyata: Pratham shreni se matric utteern (Anivarya).
  • Chhatravriti Rashi: ₹ 10,000 rupay.

Mukhyamantri Anusuchit Jati Evam Janjati Medhavriti Yojana

  • Patrata (Shreni): Anusuchit jati va janjati varg koti ke balak va balikayein dono hi aavedan kar sakte hai.
  • Yogyata: Balak-balikaon ne, pratham va second shreni se matric pass kiya ho.
  • Chhatravriti Rashi: Pratham shreni se matric pass karne wale balak – balikaon ko ₹ 10,000 rupayo ki rashi aur second shreni se matric pass karne wale balak – balikaon ko ₹ 8,000 rupayo ka rashi pradan ki jayegi.

List of Required Documents To Fill Bihar Board Matric Pass Scholarship Online Form 2026?

Is yojana me aavedan karne ke liye aapko kuch dastawezo ko pehle se taiyar karke rakhna hoga jo ki, is prakar se hain –

  • Aavedak vidyarthi ka Aadhaar Card jo ki, NPCI Link hona chahiye,
  • Sabhi students ka Matric Marksheet,
  • Students ka Matric Registration Number,
  • Aay Praman Patra,
  • Jati Praman Patra,
  • Niwas Praman Patra,
  • Bank Khata Passbook (jisme IFSC Code va anya jankariyan ankit ho),
  • Passport size photograph,
  • Mail I.D aur
  • Mobile Number aadi.

Is prakar, uprokt sabhi dastawezo ko aapko pehle se taiyar karke rakhna hoga taki aap aasani se is yojana me aavedan karke iska labh prapt kar sakein.

How To Apply Online In Bihar Board Matric Pass Scholarship 2026?

Matric pass chhatra – chhatrayein jo ki, Bihar Board Matric Pass Scholarship 2026 ke liye aavedan karna chahte hai toh aapko kuch steps ko follow karna hoga jo ki, is prakar se hain –

Step 1 – Portal par New Registration karke login details prapt karein

  • Bihar Board Matric Pass Scholarship 2026 mein online aavedan karne ke liye sabse pehle iske Official Website ke home – page par aana hoga jo ki, is prakar ka hoga –
  • Home – page par aane ke baad aapko Apply Now ka vikalp milega jis par aapko click karna hoga,
  • Click karne ke baad aapke samne iska Apply Page khulkar aa jayega,
  • Ab yahan par aapko New User? Register Here ka vikalp milega jis par aapko click karna hoga,
  • Click karne ke baad aapke samne iska New Registration Form khulkar aa jayega jise aapko dhairyapurvak bharna hoga aur
  • Ant me, aapko Submit ke option par click karke Login Details ko prapt kar lena hoga aadi.

Step 2 – Portal mein login karke Bihar Board Matric Pass Scholarship Online Form 2026 bharein

  • Safaltapurvak New Registration karne ke baad aapko Portal mein login karna hoga,
  • Portal mein login karne ke baad aapke samne iska Online Application Form khulkar aa jayega jise aapko dhairyapurvak bharna hoga,
  • Maange jane wale sabhi Dastawezo ko Scan karke upload karna hoga aur
  • Ant me, aapko Submit ke option par click karke Application Slip ko prapt kar lena hoga aadi.

Is prakar, uprokt sabhi steps ko follow karke aap aasani se is scholarship ke liye aavedan kar sakte hai aur iska labh prapt kar sakte hai.

How To Check Application Status of Bihar Board Matric Pass Scholarship 2026?

Apne – apne online application ka status check karne ke liye aapko kuch steps ko follow karna hoga jo ki, is prakar se hain –

  • Bihar Board Matric Pass Scholarship 2026 mein kiye gaye apne – apne online application ka status check karne ke liye sabse pehle aapko iske Official Website ke home – page par aana hoga,
  • Home – page par aane ke baad aapko Click Here To Check Application Status ka vikalp milega jis par aapko click karna hoga,
  • Click karne ke baad aapke samne iska Status Page khulkar aa jayega,
  • Ab yahan par aapko maangi jane wali jankariyon ko darj karna hoga aur
  • Ant me, aapko Submit ke option par click karne ke baad aapko aapke Aavedan ka Status dikha diya jayega aadi.

Important Link

Apply OnlineClick Here – Link Active Soon
Join TelegramClick Here
Join WhatsappClick Here
Official WebsiteClick Here
Home PageClick Here

Is prakar, uprokt sabhi steps ko follow karke aap aasani se apne – apne online application status check kar sakte hai aur iska labh prapt kar sakte hai.

Saransh

Bihar Board ke sabhi matric pass students ko samarpit is article me humne, aapko vistar se na keval Bihar Board Matric Pass Scholarship 2026 ke bare mein batayenge jiske liye aapko dhairyapurvak is article ko padhna hoga taki aap puri – puri jankari prapt kar sakein aur is scholarship ka labh prapt kar sakein.

FAQ’s – Bihar Board 10th Pass Protsahan Rashi 2026 Online Apply

मैट्रिक का पैसा वाला फॉर्म कब से भरा जाएगा?

आवेदन तिथि: April आवेदन केवल ऑनलाइन माध्यम से आधिकारिक वेबसाइट पर किया जाएगा।

बिहार बोर्ड 10वीं की स्कॉलरशिप कब भरी जाएगी?

बिहार बोर्ड 10वीं (मैट्रिक) की 2026 की स्कॉलरशिप (मुख्यमंत्री बालक/बालिका प्रोत्साहन योजना) के लिए आवेदन April 2026 (संभावित) तक चलने की उम्मीद है।

Leave a Comment