Bihar Polytechnic Online Form 2026: Kya aapne kaksha 10vin pass ki hai aur aap Bihar Polytechnic courses mein admission lene ke liye pariksha ki taiyari kar rahe hai aur aap pariksha ke notification ke jaari hone ka intezar kar rahe hai, toh hum aapko bata de ki aapka intezar ki ghadi samapt ho gayi hai aayog dwara notification jaari kar diya jayega.
Yadi aap Bihar Polytechnic Entrance Exam 2026 ke liye online aavedan karna chahte hain, toh is lekh ko ant tak avashya padhen kyunki is lekh mein humne aapko aavedan prakriya, zaruri dastawez, yogyata, aavedan shulk ke bare mein sampoorn jankari pradan ki hai jisse ki aap bahut aasani se admission ke liye online aavedan kar payenge.
Bihar Polytechnic Online Form 2026 : Overviews
| Lekh Ka Naam | Bihar Polytechnic Online Form 2026 |
| Lekh Ka Prakar | Admission |
| Pariksha Ka Naam | Diploma Certificate Entrance Competitive Examination (DCECE) |
| Board Ka Naam | Bihar Sanyukt Pravesh Pratiyogi Pariksha Board (BCECEB) |
| Aavedan Shuru Hone Ki Tithi | 19-03-2026 |
| Aavedan Karne Ki Antim Tithi | 21-04-2026 |
| Aavedan Prakriya | Online |
| Aadhikarik Website | https://bceceboard.bihar.gov.in/ |
Also Read –
- Bihar Board 12th Pass Scholarship 2026: इंटर पास छात्राओं को मिलेंगे ₹25,000! जानें आवेदन की पूरी प्रक्रिया.
- Bihar Mukhyamantri Pratigya Yojna Internship Yojana 2026 : नीतीश सरकार दे रही है ₹6000 महीना और फ्री ट्रेनिंग, ऐसे करें फटाफट आवेदन.
- UP Board 10th Result 2026 Out Link: मैट्रिक रिजल्ट का इंतज़ार खत्म! यहाँ से चेक करें अपना परिणाम तुरंत
- Up Board 10th Result 2026 Out: मैट्रिक का रिजल्ट हुआ जारी? यहाँ से चेक करें डायरेक्ट लिंक
- Up Board Class 12 Result Date 2026: 52 लाख छात्रों की किस्मत का फैसला इस दिन! क्या फिर से 25 अप्रैल को आएगा रिजल्ट?
Eligibility for Bihar Polytechnic & Paramedical 2026
Yadi aap Bihar Polytechnic Entrance Exam 2026 ke liye online aavedan karna chahte hain, toh aapko neeche di hui sabhi yogyataon ko pura karna hoga jo ki kuch is prakar se hain –
- Polytechnic Engineering (PE)
- Paramedical (Matric star) (PMM)
- Paramedical (Intermediate star) (PM)
DCECE Bihar Polytechnic 2026 Education Qualification
| Course Name | Education Qualification |
| For Engineering and Technology Courses | Umeedwar ne kam se kam 35% ankon ke saath kaksha 10vin / matric pass ki ho. |
| For Pharmacy and Paramedical Courses | Umeedwar ne course ke mutabik sambandhit vishay / subject se kaksha 10vin va 12vin pass kiya ho. |
Bihar Polytechnic Admission 2026 Age Limit
| Name of the Course | Required Age Limit |
| For PE Courses | No Age Limit |
| For PMM Courses | Umeedwar ki nyuntam aayu 15 varsh honi chahiye. Umeedwar ki adhiktam aayu 30 varsh honi chahiye. |
| For PM Courses | Inter stariya samooh ke antargat G.N.M Nursing (Grade A Nursing) pathyakram hetu umeedwar ki nyuntam aayu 17 varsh honi chahiye. Umeedwar ki adhiktam aayu 35 varsh honi chahiye. |
| A.N.M Nursing pathyakram hetu | Umeedwar ki nyuntam aayu 17 varsh honi chahiye. Umeedwar ki adhiktam aayu 35 varsh honi chahiye. |
| Is pathyakram ke anya pathyakramo ke liye | Umeedwar ki nyuntam aayu 17 varsh honi chahiye. Umeedwar ki adhiktam aayu 35 varsh honi chahiye. |

Documents for Bihar Polytechnic Entrance Exam 2026
Yadi aap Bihar Polytechnic Entrance Exam 2026 ke liye online aavedan karna chahte hain, toh aapko neeche diye gaye sabhi dastawezon ki aavshyakata hogi jo ki kuch is prakar se hain –
- Aadhaar Card
- Shiksha se sambandhit sampoorn dastawez
- Niwas praman patra
- Jati praman patra
- Passport size photo
- E-mail ID
- Mobile number aadi.
Bihar Polytechnic Entrance Exam 2026 Application Fees
| No. of Courses | Category Wise Fee Details |
| Application for One Course (PE or PM, or PMM) | General / BC / EBC Category Candidates ₹ 750, SC / ST / PwD Candidates ₹ 480 |
| Application for Any Two Courses (PE, PM, or PMM) | General Category Candidates ₹ 850, SC / ST / PwD Candidates ₹ 530 |
| Application for All Three Courses (PE or PM, or PMM) | General Category Candidates ₹ 950, SC / ST / PwD Candidates ₹ 630 |
Important Dates for Bihar Polytechnic Entrance Exam 2026
| Events Name | Dates |
| Publication of Official Notification | 18-03-2026 |
| Online Application Starts From | 19.03.2026 |
| Last Date of Online Application | 21.04.2026 |
| Last Date of Online Fee Payment | 22.04.2026 |
| Online Correction In Application Form | 23.04.2026 to 24.04.2026 |
| Admit Card Will Release On? | 15.05.2026 |
| Date of Exam | PE: 23-05-2026, PM/PMM: 24-05-2026 |
How To Online Apply Bihar Polytechnic Entrance Exam 2026?
Yadi aap Bihar Polytechnic Entrance Exam 2026 ke liye online aavedan karna chahte hain, toh aap neeche diye gaye sabhi steps ko dhayanpurvak follow karein jo ki kuch is prakar se hain –
- Aavedan karne ke liye sabse pehle aap iski aadhikarik website ke home page par jayein.
- Home page par pahunchne ke baad aapko Online Application Forms ke section mein jakar Online Application form for Bihar Polytechnic Entrance Exam 2026 ke option par click kar dena hoga.
- Click karne ke baad aapke samne ek naya pejh khulkar aa jayega jisme ki aapko New User? Register Here ke option par click kar dena hoga.
- Click karne ke baad aapke samne Registration Form khulkar aa jayega jisme ki aapko maangi jane wali sabhi jankari ko bhar kar Submit ke option par click kar dena hoga.
- Click karne ke baad aapko aapki login details prapt ho jayegi jiski sahayata se aapko portal mein login kar lena hoga.
- Login karne ke baad aapke samne Application Form khulkar aa jayega jisme ki aapko maangi jane wali sabhi jankari ko bhar dena hoga.
- Jankari ko bharne ke baad aapko application form mein maange jane wale sabhi dastawezon ko scan karke upload kar dena hoga.
- Dastawezon ko upload karne ke baad aapko online madhyam se shulk ka bhugtan kar dena hoga.
- Ant mein aapko Submit ke option par click karne ke baad aapko application slip ko download karke uska ek printout nikal lena hoga.
Important Link
| Apply Online | Click Here |
| Official Notification | Click Here |
| Join Telegram | Click Here |
| Join Whatsapp | Click Here |
| Official Website | Click Here |
| Home Page | Click Here |
Nishkarsh
Doston aaj ke is lekh mein humne aapko Bihar Polytechnic Entrance Exam 2026 ke bare mein sampoorn jankari ko vistar se bataya hai mai aasha karta hi ki aapko yeh jankari pasand aayegi yadi aapko yeh jankari pasand aati hai, toh is lekh ko apne doston aur janne walo ke saath zarur share karein aur yadi aapke man mein is lekh se sambandhit koi bhi prashn ya sujav ho toh use bhi aap neeche diye gaye comment box mein likhkar hamare saath zarur share karein.








