Bihar Graduation Admission 2026: Kya aapne class 12th pass ki hai aur aap B.A, B.Com aur B.Sc jaise courses karna chahte hai jiske liye aap admission hetu University ki ore se official notification jaari hone ka intezar kar rahe hai, toh hum aapko bata de ki bahut jald hi sabhi University ki ore se official notification jaari kar di jayengi jiske baad aap admission ke liye bahut aasani se online apply kar payenge.
Yadi aap Bihar Graduation Admission 2026 ke liye online apply karna chahte hain, toh is lekh ko ant tak avashya padhen kyunki is lekh mein humne aapko apply karne ki process, zaroori documents, eligibility, selection process, application fee ke baare mein sampurn jankari pradan ki hai jisse ki aap admission ke liye bahut aasani se online apply kar payenge.
Bihar Graduation Admission 2026 Apply Online BA, BCom, BSc : Overviews
| Lekh ka Naam | Bihar Graduation Admission 2026 |
| Lekh ka Prakar | Admission |
| Session | 2026 – 2030 |
| Course ka Naam | B.A, B.Com aur B.Sc |
| State ka Naam | Bihar |
| Application shuru hone ki date | Jald hi |
| Apply karne ki last date | Jald hi |
| Application Process | Online |
Also Read –
- Bihar Board 10th Pass Scholarship 2026: बिहार बोर्ड 10वीं पास स्कॉलरशिप में किसे मिलेंगे ₹8,000 और किसे ₹10,000? ऐसे करें ऑनलाइन आवेदन.
- Bihar Board 12th Pass Scholarship 2026: इंटर पास छात्राओं को मिलेंगे ₹25,000! जानें आवेदन की पूरी प्रक्रिया.
- Bihar Mukhyamantri Pratigya Yojna Internship Yojana 2026 : नीतीश सरकार दे रही है ₹6000 महीना और फ्री ट्रेनिंग, ऐसे करें फटाफट आवेदन.
- UP Board 10th Result 2026 Out Link: मैट्रिक रिजल्ट का इंतज़ार खत्म! यहाँ से चेक करें अपना परिणाम तुरंत
- Up Board 10th Result 2026 Out: मैट्रिक का रिजल्ट हुआ जारी? यहाँ से चेक करें डायरेक्ट लिंक
Eligibility for Bihar Graduation Admission 2026
Yadi aap Bihar Graduation Admission 2026 ke liye online apply karna chahte hain, toh aapko niche di hui sabhi eligibility ko pura karna hoga jo ki kuch is prakar se hain –
- Ummedwar ke paas isme maange jaane wale sabhi zaroori documents hone chahiye.
Education Qualification
| Course Name | Education Qualification |
| B.A. | Ummedwar ne kisi bhi mananyata prapt board se class 12th pass ki ho. |
| B.SC | Ummedwar ne kisi bhi mananyata prapt board se Science stream mein class 12th pass ki ho. |
| B.COM | Ummedwar ne kisi bhi mananyata prapt board se Commerce stream mein class 12th pass ki ho. |
Documents for Bihar Graduation Admission 2026
Yadi aap Bihar Graduation Admission 2026 ke liye online apply karna chahte hain, toh aapko niche diye gaye sabhi documents ki aavashyakta hogi jo ki kuch is prakar se hain –
- Aadhar Card
- Class 12th ki Marksheet
- Transfer Certificate (TC)
- Niwas Praman Patra (Residence Certificate)
- Jati Praman Patra (Caste Certificate)
- Aay Praman Patra (Income Certificate)
- Signature
- Passport size photo
- Email ID
- Mobile Number aadi.
Bihar Graduation Admission 2026 Selection Process
Bihar Graduation Admission 2026 mein ummedwaro ke selection ki process kuch is prakar se hain –
- Online Application
- Merit List
- Namankan (Enrollment)
- Spot Admission aadi.
Major UG Courses in Bihar’s Universities
| Courses | Subjects |
| B.A (Bachelor of Arts) | Hindi, English, History, Political Science, Geography, Sociology, Psychology, Economics, Philosophy |
| B.Sc (Bachelor of Science) | Physics, Chemistry, Mathematics, Botany, Zoology |
| B.Com (Bachelor of Commerce) | Accounting, Finance, Business Studies |
| Professional / Vocational Courses | BCA (Bachelor of Computer Applications), BBA (Bachelor of Business Administration), BBM (Bachelor of Business Management), Biotechnology, Computer Science, Information Technology (IT) |

Bihar Graduation Admission 2026 Application Fees
| Category | Application Fees |
| General (UR) | ₹600 – ₹1,500/- |
| OBC / EBC | ₹600 – ₹1,500/- |
| SC / ST | ₹300 – ₹1,500/- |
| Female Candidates | ₹300 – ₹1500/- (Kuch universities mein chhoot) |
Important Dates for Bihar Graduation Admission 2026
| Event | Dates (Expected) |
| Online Application Start | April 2026 |
| Last Date to Apply | May–June 2026 |
| 1st Merit List | June 2026 |
| Admission Start | June–July 2026 |
| Classes Start | July 2026 |
Bihar Graduation Admission 2026 Eligibility Criteria
| Category | Details |
| Educational Qualification | 10+2 (Intermediate) ya samkaksh (equivalent) pariksha pass hona anivarya |
| Board Name | BSEB / CBSE / ICSE / Anya manyata prapt board |
| Minimum Marks in Class 12th | Samanyatah 45% – 50% (SC/ST/OBC ko chhoot) |
| BA (Arts) Eligibility | Kisi bhi stream (Arts / Science / Commerce) se 12th pass |
| BSc (Science) Eligibility | 12th mein Physics, Chemistry, Mathematics / Biology anivarya |
| BCom (Commerce) Eligibility | Commerce variyata (preference), anya stream bhi apply kar sakte hain |
| Age Limit | Koi aayu seema nahi |
How To Online Apply for Bihar Graduation Admission 2026?
Yadi aap Bihar Graduation Admission 2026 ke liye online apply karna chahte hain, toh aap niche diye gaye sabhi steps ko dhyanpurvak follow kare jo ki kuch is prakar se hain –
- Apply karne ke liye sabse pehle aap jis University / Vishwavidyalaya mein dakhila hetu apply karna chahte hai uski official website ke home page par jaye.
- Home page par pahunchne ke baad aapko UG Admission 2026–30 ya Admission ke section mein jakar New Registration ke option par click kar dena hoga.
- Click karne ke baad aapke samne Application Form khulkar aa jayega jisme ki aapko maangi jaane wali sabhi jankari ko bhar dena hoga.
- Jankari ko bharne ke baad aapko Submit ke option par click karne ke baad aapko login details ko prapt kar lena hoga.
- Login details ko prapt karne ke baad aapko portal mein login kar lena hoga.
- Login karne ke baad aapke samne Application Form khulkar aa jayega jisme ki aapko maangi jaane wali sabhi jankari ko bhar dena hoga.
- Jankari ko bharne ke baad aapko apne course ko select karke application form mein maange jaane wale sabhi documents ko scan karke upload kar dena hoga.
- Documents ko upload karne ke baad aapko online madhyam se fee ka bhugtan (payment) kar dena hoga.
- Ant mein aapko application slip ko prapt karke uska ek printout nikaal lena hoga.
Important Link
| University Name | Official Website / Apply Link |
| Babasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar University (BRABU), Muzaffarpur | https://brabu.net |
| Bhupendra Narayan Mandal University (BNMU), Madhepura | https://bnmuumis.in |
| Jai Prakash University (JPU), Chapra | https://jpvadmission.org |
| Lalit Narayan Mithila University (LNMU), Darbhanga | https://lnmu.ac.in |
| Magadh University, Bodh Gaya | https://magadhuniversity.ac.in |
| Patna University, Patna | https://pup.ac.in/ |
| Tilka Manjhi Bhagalpur University (TMBU), Bhagalpur | https://tmbuniv.ac.in |
| Veer Kunwar Singh University (VKSU), Ara | https://vksu.ac.in |
| Aryabhatta Knowledge University (AKU), Patna | https://akubihar.ac.in/EN/Default.aspx |
| Patliputra University (PPU), Patna | https://ppup.ac.in |
| Munger University, Munger | https://mungeruniversity.ac.in |
| Purnea University, Purnea | https://purneauniversity.ac.in |
| Telegram Channel | Join Telegram |
| Whats App Channel | Join Whatsapp |
| Homepage | Biharboard10th |
Nishkarsh (Conclusion)
Doston aaj ke is lekh mein humne aapko Bihar Graduation Admission 2026 ke baare mein sampurn jankari pradan ki hai main aasha karta hu ki aapko yeh jankari pasand aayegi yadi aapko yeh jankari pasand aati hai, toh is lekh ko apne doston aur janne walo ke sath zaroor share kare aur yadi aapke mann mein is lekh se sambandhit koi bhi prashn ya sujhaav ho toh use bhi aap niche diye gaye comment box mein likhkar hamare sath zaroor share kare.








