ग्रुप से जुड़ें
WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Bihar ITI Admission 2026 Apply Online Form: 10वीं के बाद सरकारी कॉलेज से करें आईटीआई, मिलेगी पक्की सरकारी नौकरी! जानें आवेदन की पूरी प्रक्रिया।

On: 05/04/2026
Bihar ITI Admission 2026 Apply Online Form

Bihar ITI Admission 2026 Apply Online Form: Bihar se sarkari college se ITI karna toh aap sabhi ke liye badi khushkhabri hai kyunki Audyogik Prashikshan Sansthan Pratiyogita Pravesh Pariksha 2026 ke liye online aavedan prakriya 16 March 2026 se shuru hone ja raha hai aavedan karne ki antim tithi 14 April 2026 tak rakha gaya hai is lekh mein hum aapko puri jankari batane ja rahe hain aap is lekh ko dhayanpurvak padhe pasand aaye toh aapse nivedan hai ki is lekh ko apne doston ke saath bhi share karein aur koi sawal hai toh comment box mein zarur likhein

Bihar ITI CAT Admission 2026 – Overviews

Name of the BoardBihar Combined Entrance Competitive Examination Board (BCECEB)
Name of the ArticleBihar ITI Admission 2026 Apply Online Form
Type of ArticleAdmission
ITI Admission Notification 2026?15-03-2026
Online Apply Starts15-03-2026
Last Date14-04-2026
Official Websitehttps://bceceboard.bihar.gov.in/

Bihar ITI 2026 Admission ke liye online shuru – Bihar ITI Admission 2026?

Hamare se hindi lekh ko padhne wale Bihar rajya ke sabhi chhatra-chhatraon ko hardikabhinandan evam swagat karte hain aap sabhi ko batana chahte hain yadi aap Bihar se ITI karna chahte hain toh aapke liye online aavedan ki prakriya shuru kar diya gaya hai online aavedan 16 March se shuru kiya gaya hai aur aavedan karne ki antim tithi 14 April 2026 tak rakha gaya hai iske bare mein puri detail jankari neeche bataya gaya hai aap ant tak is lekh ko padhe taki puri jankari samajh mein aa sake.

Also Read –

Bihar ITI Admission 2026 Apply Online Form Important Date

EventsDates
Online Registration Start Date16-03-2026
Last Date14-04-2026
Exam Date17-05-2026
Admit Card Release Date08-05-2026
Bihar ITI Admission 2026 Apply Online Form
Bihar ITI Admission 2026 Apply Online Form

Bihar ITI Admission 2026 Apply Online Form Application Fee

CategoryFees
General/OBC750
SC/ST100
PWD430

Bihar ITI Admission 2026 Eligibility Criteria?

Bihar ITI mein admission lene ke liye aapko neeche bataye gaye patrata ki purti karna hoga jo nimn prakar hai-

Shikshanik Yogyata (Qualification)

  • Umeedwar ko 10vin (Matric) pass hona chahiye kisi manyata prapt board se.
  • Kai technical trade (jaise Electrician, Fitter aadi) ke liye Maths aur Science vishay hona zaruri hota hai.

Aayu Seema (Age Limit)

  • Nyuntam aayu: 14 varsh (1 August tak)
  • Kuch trade jaise Mechanic Motor Vehicle / Tractor Mechanic ke liye nyuntam aayu 17 varsh hoti hai.
  • Adhiktam aayu seema nahi hai (koi upper age limit nahi).

Bihar ITI Admission 2026 Required Documents

Bihar ITI mein agar aap admission lena chahte hain toh aapko neeche bataye gaye sabhi aavshyak dastawezon ki purti karni hogi jo nimn prakar hai-

  • Dasvin ka ank praman patra
  • Dasvin ka certificate
  • Jati pramanpatra
  • Niwas praman patra
  • Charitra praman patra
  • Aadhaar Card
  • Passport size kaphoto
  • Chalu mobile number
  • Email ID
  • Uprokt sabhi aavshyak dastawezon ki purti karke aap iske liye aavedan kar sakte hain

How to Apply Online For Bihar ITI Admission 2026?

Bihar ITI ka online form bharne ke liye neeche bataya gaya sabhi steps ko follow karna hoga-

  • Bihar ITI Admission 2026 ke liye agar aap online aavedan karna chahtehaintoh aapko sabse pehle unke aadhikarik website par aana hoga-
  • Home page par aane ke baad aapko Online Application Forms ke option mein Online Application Portal of I.T.I 2026 ka vikalp milega jis par click karna hai
  • Ab aapke samne naya pejh khulega jahan par aapko Apply Online ka option milega jis par click karna hoga
  • Click karne ke baad aapko New Registration par click karna hoga
  • Form ko dhayanpurvak bharna hoga
  • Ant mein aapko submit ke vikalp par click karna hai
  • Uske baad aapko ek login ID password de diya jayega jiske madad se portal par login karna hoga
  • Portal par Login karne ke baad aapko apna personal information bharna hoga
  • Sabhi jankari ko bharne ke baad photo signature upload karenge
  • Ant mein aapko aavedan shulk ka bhugtan jama karna hoga
  • Uske baad iska print nikal kar apne paas surakshit rakh lena hai
  • Uprokt sabhi steps ko follow karke aap aasani se Bihar ITI Admission 2026 ke liye aavedan kar sakte hain

Important Link

Apply OnlineClick Here
Notification 🔔 Click Here
Join TelegramClick Here
Join WhatsappClick Here
Official WebsiteClick Here
Home PageClick Here

Nishkarsh- Doston humne aapko is lekh mein Bihar ITI Admission 2026 se sambandhit puri jankari bataye umeed karta hoon apne puri jankari samajha hoga toh is lekh ko apne doston ke saathzarur share kareinaur aapke man mein kisi bhi prakar ke koi sawal ya sujav hai toh neeche comment box mein zarur likhein

Leave a Comment