Bihar Board 10th Result 2026: Kya aapne Bihar Board se kaksha 10th ki pariksha ko diya hai aur ab aap iske result ke jari hone ka intezar kar rahe hai, toh hum aapko bata de ki media khabron ke anusar kaksha 10th ke result ko Bihar Vidyalaya Pariksha Samiti ki ore se 29 March 2026 se lekar 31 March 2026 tak result ko jari kiya ja sakta hai.
Bihar Board 10th Result 2026 : Overviews
| Lekh ka Naam | Bihar Board 10th Result 2026 Official Website |
| Lekh ka Prakar | Result |
| Pariksha ka Naam | Varshik Madhyamik Pariksha, 2026 |
| Pariksha ki Tithi | 17 February 2026 se 25 February 2026 tak |
| Result Jari Hone ki Tithi | 29 March 2026 se 31 March 2026 |
| Result ko Download karne ki Prakriya | Online |
| Adhikarik Website | https://biharboardonline.com/ |
Yadi aap Bihar Board 10th Result 2026 ko check evam download karna chahte hain, toh is lekh ko ant tak avashya padhen kyunki is lekh mein humne aapko result ko check evam download karne ki prakriya ke bare mein sampurn jankari pradan ki hai jisse ki aap bahut aasani se apne result ko check evam download kar payenge.
- Bihar Board 12th Pass Scholarship 2026: इंटर पास छात्राओं को मिलेंगे ₹25,000! जानें आवेदन की पूरी प्रक्रिया.
- Bihar Mukhyamantri Pratigya Yojna Internship Yojana 2026 : नीतीश सरकार दे रही है ₹6000 महीना और फ्री ट्रेनिंग, ऐसे करें फटाफट आवेदन.
- UP Board 10th Result 2026 Out Link: मैट्रिक रिजल्ट का इंतज़ार खत्म! यहाँ से चेक करें अपना परिणाम तुरंत
- Up Board 10th Result 2026 Out: मैट्रिक का रिजल्ट हुआ जारी? यहाँ से चेक करें डायरेक्ट लिंक
- Up Board Class 12 Result Date 2026: 52 लाख छात्रों की किस्मत का फैसला इस दिन! क्या फिर से 25 अप्रैल को आएगा रिजल्ट?
Important Dates of Bihar Board 10th Result 2026
| Event | Date |
| Exam Dates | 17 February 2026 – 25 February 2026 |
| Answer Key Release Date | 07 March 2026 |
| Answer Key Objection Last Date | 13 March 2026 (05:00 PM) |
| Copy Checking Deadline | 13 March 2026 |
| Result Release Date | 29 March – 31 March 2026 (Expected) |

How To Check & Download Bihar Board 10th Result 2026?
Yadi aap Bihar Board 10th Result 2026 ko check evam download karna chahte hain, toh aap niche diye gaye sabhi steps ko dhyanpurvak follow karen jo ki kuch is prakar se hain –
- Result ko check evam download karne ke liye sabse pahle aap iski adhikarik website ke home page par jaye.
- Home page par pahunchne ke baad aapko result ko check karne ka link milega aapko us link par click kar dena hoga.
- Click karne ke baad aapke samne ek naya page khulkar aa jayega jisme ki aapko Roll Number, Date of Birth aur Captcha Code ko bharkar Submit ke option par click kar dena hoga.
- Click karne ke baad aapke samne result khulkar aa jayega jise ki aapko download kar lena hoga.
Important Link
| 10th Result 2026 | matricbiharboard.com results.biharboardonline.org |
| Join Telegram Channel | Click Here |
| Join Whatsapp Channel | Click Here |
| Official Website | Click Here |
| Home Page | Click Here |
Nishkarsh
Dosto aaj ke is lekh mein humne aapko Bihar Board 10th Result 2026 ke bare mein sampurn jankari pradan ki hai mai aasha karta hu ki aapko yeh jankari pasand aayegi yadi aapko yeh jankari pasand aati hai, toh is lekh ko apne doston aur janne walo ke sath jarur share karen aur yadi aapke man mein is lekh se sambandhit koi bhi prashn ya sujhaav ho toh use bhi aap niche diye gaye comment box mein likhkar hamare sath jarur share karen.









