Bihar School Examination Board (BSEB) ke dwara Intermediate academic session 2024-26 ki pariksha me shamil huye aur apne pariksha phal se asantusht hain aur scrutiny ke liye aavedan kiye hain toh yeh lekh aapke liye mahatvapurn hai, board ke dwara scrutiny aavedan ki prakriya 25 March 2026 se 2 April 2026 tak scrutiny aavedan karne ka samay diya gaya tha aur pratyek vishay ke liye ₹120 liya gaya hai. Is lekh me vistar purvak Bihar Board Download ke baare me sampurn jankari dene wala hoon, scrutiny result kaise dekhein… poora lekh padhein.
Bihar Board 12th Scrutiny Result 2026: Overviews
| Name Of Board | Bihar School Examination Board, BSEB |
| Name Of Article | Bihar Board 12th Scrutiny Result 2026 |
| Category | Scrutiny Result |
| Session | 2024-26 |
| Result Mode | Online |
| Bihar Board 12th Result Released Date | 23 march 2026 |
| Bihar Board 12th Exam Date 2026 | 02 February to 13 February 2026 |
| Bihar Board 12th Scrutiny Result Release Date | April to may 2026 |
| Official Website | biharboardonline.com |
| Join Whatsapp Channel | Click Here |
Bihar Board 12th Scrutiny Result kab Aayega 2026: Kaksha 12vi ke scrutiny result kab aayega?
Yadi aap bhi Bihar Board se kaksha 12vi varshik pariksha 2026 ki pariksha me shamil huye hai aur scrutiny result ka besabri se intezar kar rahe hain toh yeh lekh aapke liye mahatvapurn hai, BSEB ke dwara scrutiny aavedan ki prakriya 25 March se 2 April 2026 tak aavedan karne ka samay diya gaya tha ab board ke dwara punah copy mulyankan karke result prakashit kiya jayega, sutron se mili jankari ke anusar Bihar Board kaksha 12vi scrutiny ka result April ke ant tak ya May 2026 me result prakashit karne ka lakshya rakha gaya hai. Pariksharthi result check karne hetu adhikarik website par nazar banaye rakhein.
Yeh bhi padhein –
- Bihar Board 12th Scrutiny Result 2026: बिहार बोर्ड कक्षा 12वीं स्क्रूटिनी रिजल्ट जारी, ऐसे देखें रिजल्ट @intermediate.biharboardscrutiny.com
- Bihar Board 10th Pass Scholarship 2026 Apply: बिहार बोर्ड 10वीं पास ₹10,000 स्कॉलरशिप, ऐसे करें आवेदन @medhasoft.bihar.gov.in
- OFSS Bihar 11th Admission 2026: OFSS बिहार 11वीं एडमिशन 2026 ऑनलाइन फॉर्म ofssbihar.net आज से शुरू
- Bihar Board 12th Scholarship 2026 Apply: कक्षा 12वीं पास ₹25,000 स्कॉलरशिप, यहाँ से करें आवेदन @biharboard10th.com
- OFSS Bihar 11th Admission Online Form 2026: बिहार 11वीं में एडमिशन के लिए आवेदन आज से शुरू ofssbihar.net से करें अप्लाई
Bihar Board 12th Scrutiny Result kaise Dekhe 2026: Inter scrutiny result kaise dekhein?
Bihar Vidhyalay Pariksha Samiti ke dwara jald se jald scrutiny ke natije jaari hone ki sambhavna jatayi ja rahi hai, sutron se mili jankari ke anusar Bihar Board Inter scrutiny result April ke ant tak ya May me jaari karne ka lakshya rakha gaya hai. Inter scrutiny result dekhne hetu adhikarik website intermediate.biharboardscrutiny.com va www.biharboard10th.com ke madhyam se Application ID va Registration Number darj karke aasani se Scrutiny Result dekh payenge. Inter scrutiny result dekhne ka link neeche diya gaya hai.
Bihar Board 12th Scrutiny Result 2026: Scrutiny result me nimn jankari milne wala hai
Bihar Board kaksha 12vi ki varshik pariksha 2 February se 13 February 2026 ke beech aayojit hua jisme kul 13 lakh se adhik vidhyarthi varshik pariksha me shamil huye the, yadi aap bhi scrutiny ke liye aavedan kiye hain toh neeche diye sabhi jankari milne wala hai –
- Application Id
- Roll Code
- College Name
- Candidate Name
- Roll Number
- Registration No
- Subject details
- Before Scrutiny Marks
- After Scrutiny Marks
- Scrutiny Status
- Date
Bihar Board 12th Scrutiny Result 2026: Copy Checking?
Bihar Board Inter varshik pariksha 2026 ki pariksha me shamil huye hain aur apne result se asantusht hain aur Scrutiny ke liye aavedan kiye hain toh yeh lekh aapke liye mahatvapurn hai board ke dwara Scrutiny Copy Checking ki prakriya April 2026 se shuru kar diya gaya hai aur May 2026 tak scrutiny copy checking ki prakriya chalne wale hai result saath hi Update hote chalega, Inter varshik pariksha 2026 me kul 1.5 se 2.5 lakh ke kareeb pariksharthi scrutiny ke liye online aavedan kiye hain unka intezar jald se jald samapt hone wala hai, pariksharthi hamesha scrutiny result status check karte rahein. Inter scrutiny result aur status check karni hai toh direct link neeche diya gaya aur full result check karne ka bhi link neeche diya gaya hai.

Bihar Board 12th Scrutiny Result 2026: Full Information
Bihar Board ke dwara Inter ki varshik pariksha 2 February se 13 February 2026 ke beech varshik pariksha aayojit hua, jisme kul 13 lakh se adhik pariksharthi varshik pariksha me shamil huye jisme kul 85.19% pariksharthi Inter varshik pariksha me shamil huye aur board ke dwara Inter ke natije 23 March 2026 ko result ghoshit kiya gaya. Inter varshik pariksha 2026 me kul 1.5 lakh se 2.5 lakh pariksharthi Scrutiny ke liye aavedan kiye hain jinka result jald se jald jaari hone wala hai link neeche diya gaya hai. Bihar Board scrutiny result April ke ant ya May 2026 me jaari hone ka lakshya rakha gaya hai aur pariksharthi result hamesha check karte rahein, scrutiny result ke liye pariksharthi ko application ID aur registration number ke madhyam se result dekh payenge status check kar payenge ki aapka number badha hai ya nahi.
How to Check 12th Scrutiny Result 2026: Kaise dekhein scrutiny result 2026?
Bihar Board Inter scrutiny result 2026, check karne hetu pariksharthi neeche diye gaye steps ko dhyan purvak samjhein aur aasani se scrutiny result dekh payenge –
- Step 1- Bihar Board kaksha 12vi Scrutiny Result 2026 check karne hetu adhikarik website intermediate.biharboardscrutiny.com type karein.
- Step 2- Adhikarik website par pahunchne ke baad Student Log in ke madhyam se pariksharthi apna details bharein.
- Step 3- Application Id va Registration No bharkar Login ke button par click karein.
- Step 4- Click karne ke baad pariksharthi Login ke button par click karke aasani se result dekh payenge.
Important Link
| 12th Scrutiny Results Download | Click Here Click Here |
| Join Telegram Channel | Click Here |
| Join Whatsapp Channel | Click Here |
| Official Website | Click Here |
| Home Page | Click Here |
Note- Bihar Board 12th Scrutiny Result 2026 dekhne ka link neeche diya gaya hai aur Bihar Board se sambandhit har ek updates ke liye hamesha type karein www.biharboard10th.com.











