ग्रुप से जुड़ें
WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Bihar Board 10th Scrutiny 2026 Online Apply: कम मार्क्स से हैं परेशान? आज से शुरू हुई स्क्रूटनी प्रक्रिया, ऐसे करें अप्लाई।

On: 04/04/2026
Bihar Board 10th Scrutiny 2026 Online Apply

Namaskar dosto, jaisa ki aap sabhi jaante hain ki Bihar School Examination Board (BSEB) ki or se class 10th ke result ko 29 March 2026 ko dopahar ke 1 bajkar 15 minute par jaari kar diya gaya hai. Yadi aap bhi Bihar Board ke class 10th ke chatra (student) hain aur aap apne marks se santusht (satisfied) nahi hain aur aap punah (again) apni copies ki scrutiny karwana chahte hain, toh hum aapko bata de ki aap scrutiny ke liye 01 April 2026 se lekar 07 April 2026 tak online aavedan (apply) kar payenge.

Yadi aap Bihar Board 10th Scrutiny 2026 ke liye online apply karna chahte hain, toh is lekh (article) ko ant tak avashya padhein kyunki is lekh mein humne aapko application process, jaroori documents, aur fees ke baare mein sampurn jankari pradan ki hai jisse ki aap bahut aasani se scrutiny ke liye online kar payenge.

Bihar Board 10th Scrutiny Online Apply 2026: Overviews

Lekh ka NaamBihar Board 10th Scrutiny Online Apply 2026
Board ka NaamBihar School Examination Board (BSEB)
Class10th
Result jaari hone ki tithi29 March 2026
Scrutiny ke liye online apply shuru hone ki tithi01 April 2026
Apply karne ki antim tithi07 April 2026
Application ProcessOnline
Official Websitehttps://biharboardonline.com/

Also Read –

Documents for Bihar Board 10th Scrutiny Online Apply 2026

Yadi aap Bihar Board 10th Scrutiny 2026 ke liye online apply karna chahte hain, toh aapko niche diye gaye sabhi documents ki aavashyakta hogi jo ki kuch is prakar se hain:

  • Roll Number
  • Roll Code
  • Admit Card
  • Address Details
  • Registration Number
  • Email ID
  • Mobile Number aadi.

Bihar Board 10th Scrutiny 2026 Fees

CategoryScrutiny Fees
For All Candidates₹120/- (Per Subject)

Scrutiny Kya Hota Hai?

Scrutiny mein aapki copies ke prashno (questions) aur marks ki punah ganana (re-calculation) aur unki pushti (verification) ki jaati hai.

Agar copy mein diye gaye koi bhi answer ko galti se ignore kar diya gaya hota hai ya phir galat tarike se joda (totaling) jata hai, toh use sahi kar diya jata hai.

Ismein aapke marks badh sakte hain ya ghat sakte hain ya aapke wahi marks reh sakte hain.

Bihar Board 10th Scrutiny 2026 Online Apply
Bihar Board 10th Scrutiny 2026 Online Apply

Important Dates for Bihar Board 10th Exam 2026

EventDate
BSEB Class 10 Exam ConductedFebruary 2026
Result Declaration Date29 March 2026
Scrutiny Application Start Date01 April 2026
Scrutiny Application Last Date07 April 2026
Scrutiny Result (Expected)May 2026

How To Online Apply Bihar Board 10th Scrutiny 2026?

Yadi aap Bihar Board 10th Scrutiny 2026 ke liye online apply karna chahte hain, toh aap niche diye gaye sabhi steps ko dhyanpurvak follow karein jo ki kuch is prakar se hain:

  1. Sabse pehle aap Bihar School Examination Board (BSEB) ki official website ke home page par jayein.
  2. Home page pahunchne ke baad aapko Login Form milega, jisme ki aapko Roll Number, Roll Code aur Mobile Number ko darj karke Login ke option par click kar dena hoga.
  3. Login karne ke baad aapke samne Dashboard khulkar aayega jisme ki aapko Scrutiny ke option par click karna hoga.
  4. Click karne ke baad aapke samne Scrutiny Form khulkar aa jayega jisme ki aapko maangi jaane wali sabhi jankari ko bhar dena hoga.
  5. Jankari ko bharne ke baad aapko online madhyam se fees ka payment kar dena hoga.
  6. Ant mein aapko Submit ke option par click karne ke baad aapko application slip ko prapt kar lena hoga.

Important Link

Apply OnlineLink
Join Telegram ChannelClick Here
Join Whatsapp ChannelClick Here
Official WebsiteClick Here
Home PageClick Here

Nishkarsh (Conclusion)

Dosto aaj ke is lekh mein humne aapko Bihar Board 10th Scrutiny 2026 ke baare mein sampurn jankari ko vistar se bataya hai. Main aasha karta hoon ki aapko yeh jankari pasand aayegi. Yadi aapko yeh jankari pasand aati hai, toh is lekh ko apne dosto aur janne walo ke sath jaroor share karein aur yadi aapke man mein is lekh se sambandhit koi bhi prashn ya sujhaav ho toh use bhi aap niche diye gaye comment box mein likhkar hamare sath jaroor share karein.

FAQs – Bihar Board 10th Scrutiny 2026?

Scrutiny ke liye online apply kaise karein?

Scrutiny ke liye aap Bihar School Examination Board (BSEB) ki official website par jakar bahut aasani se online apply kar payenge.

Scrutiny ke liye online apply karne ki aakhiri tarikh kya hai?

Scrutiny ke liye online apply karne ki aakhiri tarikh 07 April 2026 hai.

Leave a Comment