ग्रुप से जुड़ें
WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Bihar Board 10th Result 2026 Out Link: मैट्रिक रिजल्ट का इंतज़ार खत्म! यहाँ से चेक करें अपना परिणाम

On: 25/03/2026
Bihar Board 10th Result 2026 Out Link

Bihar Vidhyalay Pariksha Samiti (BSEB) ke dwara Matric ki varshik pariksha 17 February se 25 February 2026 ke beech pariksha aayojit hua, jisme kul 15,12,963 pariksharthi varshik pariksha mein shamil hue hain. Board ke dwara Matric copy mulyankan ki prakriya 02 March se 12 March 2026 ke beech copy mulyankan karya pura kar liya gaya hai. Is lekh mein vistar purvak Bihar Board 10th Result 2026 Out Link ke baare mein sampurn jankari dene wala hoon aur result kaise karein check… pura lekh padhein…

Bihar Board 10th Result 2026 Out Link: Overviews

ParticularsDetails
Name Of BoardBihar School Examination Board, BSEB
Name Of ArticleBihar Board 10th Result 2026 Out Link
CategoryResult
Session2025-26
Result ModeOnline
Bihar Board 10th Result Release Date27 to 31 March 2026 (Tentative)
Bihar Board 10th Exam Date 202617 February to 25 February 2026
10th Copy Checking Date02 March to 12 March 2026
Official Websitebiharboardonline.com
Join Whatsapp ChannelClick Here

Bihar Board 10th Result 2026 Out Link: Matric result kab aayega?

Bihar Board Matric ki varshik pariksha 17.02.2026 se 25.02.2026 tak Matric ke varshik pariksha aayojit hua. Pratham pali ki varshik pariksha subah 09:30am se 12:45pm tak aur dwitiya pali ki varshik pariksha 02:00pm se 05:15pm tak varshik pariksha chala tha jisme kul 15 lakh se adhik vidhyarthi varshik pariksha mein shamil hue the. BSEB ke dwara Matric ke varshik pariksha 27 se 31 March 2026 ke beech result jari hone ki prabal sambhavna jatai ja rahi hai. Matric 2026 result dekhne ka link niche diya gaya hai.

Also Read –

Matric Result Kaise Dekhe 2026: Matric result kaise dekhein?

Bihar Board Matric varshik pariksha 2026 ka result jald se jald jari hone wala hai. Board ke dwara Matric ki varshik pariksha 17 February se 25 February aur copy mulyankan 2 March se 12 March ke beech pura kar liya gaya hai ab result jari hone wala hai. Bihar Board Matric result dekhne hetu adhikarik website results.biharboardonline.com va biharboardonline.com ke madhyam se vidhyarthi Roll Code va Roll Number darj karke Search va Submit ke button par click karke aasani se result dekh payenge. Bihar Board Matric result dekhne hetu direct link niche diya hai aur harek jankari ke liye hamesha type karein www.biharboard10th.com.

Bihar Board 10th Result 2026 Out Link: Matric copy mulyankan karya?

Bihar Board ke dwara Matric ki pariksha nirdharit samay 17 February se 25 February 2026 ke beech varshik pariksha aayojit hua aur copy mulyankan ki prakriya 2 March se 12 March 2026 ke copy mulyankan ki prakriya pura kar liya gaya hai aur board ke dwara result hone ki sambhavna 27 se 31 March 2026 ke beech result jari hone ki sambhavna jatai ja rahi hai. Bihar Board Matric result adhikarik website results.biharboardonline.com va www.biharboard10th.com ke madhyam se vidhyarthi Roll Code va Roll Number darj karke aasani se result dekh payenge.

Bihar Board 10th Result 2026 Out Link
Bihar Board 10th Result 2026 Out Link

Bihar Board 10th Result Date 2026: Matric result mein niche diye gaye sabhi jankari rahne wala hai-

Bihar Board kaksha 10th varshik pariksha 2026 ke pariksha parinam mein niche diye gaye sabhi vivaran uplabdha rahne wala hai aur board ne yeh bhi spasht kar diya hai ki varshik pariksha 2026 mein pratyek vishay mein 30 marks ya 30 marks se adhik lane wale vidhyarthi hi safal honge. Matric result ghoshit hone ke baad board ke dwara 30 dino ke andar hi aapka marksheet aapke college bheja jayega, jisse aap college ke madhyam se prapt kar payenge.

  • BSEB UNIQUE ID
  • Chhatra ka Naam
  • Mata-Pita ka Naam
  • School/ College Name
  • Roll Code
  • Roll No
  • Registration Number
  • Faculty
  • Additional Subject
  • Marks Of Details
  • Subjects Marks
  • Final Result
  • Aggregate Marks
  • Result Division

Bihar Board 10th Result 2026 Out Link: Copy mulyankan, 2 March se

Bihar Board Matric-Intermediate shaikshanik satra 2024-26 varshik pariksha ke uttar pustikaon ke kapiyon ka mulyankan date ghoshit kar diya gaya hai. Board ne notice mein bataya hai 2 March 2026 se lekar 10 March 2026 tak Matric kapiyon ka mulyankan kiya jayega. Board ne spasht kar diya hai ki Matric result March ke ant tak aur Matric varshik pariksha ka parinam April ke pehle saptah ghoshit kiya jayega, jisko lekar kapiyon ka mulyankan karya nirdharit samay se shuru kiya jayega. Board ne yeh bhi bataya hai ki kaksha 10th va 12th varshik pariksha ka copy ka mulyankan tivra gati se nai taknik ka upyog karke copy ka mulyankan kiya jayega aur board ne yeh bhi spasht kar diya hai ki pichle saal ki apeksha varshik pariksha 2026 ka parinam bahut behtar diya jayega.

Bihar Board 10th Result 2026 Out Link: Grace Marks

Yadi aap bhi Bihar Board se Matric va Matric varshik pariksha 2026 mein shamil hue hain aur yeh janne ke liye utsuk hain kya Bihar Board varshik pariksha 2026 ka result mein grace marks diya jayega ya nahi diya jayega, sutron se mili jankari ke anusar Bihar Board Matric aur Matric result mein 5 marks se lekar 10 marks tak grace marks dene ki sambhavna jatai ja rahi hai aur yeh bhi bataya ja raha hai ki yadi koi pariksharthi 05 mark se dwitiya shreni prapt kar rahe hain toh unhe 5 marks dekar pratham shreni diya jayega. Matric aur Matric-Intermediate ke sabhi pariksharthi khushi se jhoom uthe hain kyunki board ke dwara grace marks dene ki sambhavna jatai ja rahi hai aur har saal BSEB ke dwara 5 marks se lekar 10 marks tak grace marks dene ki sambhavna jatai ja rahi hai.

Bihar Board 10th Result Kaise Dekhe 2026: Matric result kaise dekhein 2026?

Bihar Board ke adhyaksh Anand Kishore ke dwara Matric ke natije March mah mein jari hone wala hai. Result dekhne hetu adhikarik website secondary.biharboardonline.com va www.biharboard10th.com ke madhyam se pariksharthi apna sabhi details, Roll Code va Roll Number bharkar Search va Submit ke button par click karke aasani se 10th Result 2026 dekh payenge. Matric ke natije dekhne ka direct link niche diya gaya hai jiske madhyam se result check kar payenge aur saathi Bihar Board se sambandhit har ek update aur har ek khabar ke liye WhatsApp se avashya judein aur hamesha Google par type www.biharboard10th.com.

How to Download 10th Result 2026: Bihar Board Matric 2026 ka result kaise check karein?

  • Step 1: Bihar Board Matric result dekhne hetu, visit karein adhikarik website seniorsecondary.biharboardonline.com va www.biharboard10th.com.
  • Step 2: Adhikarik website par pahunchne ke baad Bihar Board 10th Result 2026 ke button par click karna hai.
  • Step 3: Bihar Board 10th Result 2026 ke button par click karna hai aur jaise click kijiyega aapke samne naya page khulkar aayega.
  • Step 4: Roll Code va Roll Number darj karke submit ya Search ke button par click karke aasani se result check kar payenge.

Important Link

10th Result 2026Click Here
Join TelegramClick Here
Join WhatsappClick Here
Official WebsiteClick Here
Home PageClick Here

Note: Bihar Board 10th Result 2026 dekhne hetu direct link niche diya gaya hai iske madhyam se result check kar payenge aur saath hi Bihar Board se sambandhit har ek jankari ke liye hamesha type karein www.biharboard10th.com aur har ek jankari se updated rahna aavashyak hai.

Leave a Comment